Pages - Menu

Search This Blog

Holi Shayari

Holi Shayari
Woh bhi kya din the,
Jab hum sath mein holi 
manaya karte the, 
Tum apna gulabi chehera 
aage karte the, Aur 
hum uss par hara rang 
lagaya karte the.

--

Hansati Huie Chandani Ko 
Chand Mubaruq ho Khile hue 
deshvashiyon ko rang mubaruq ho 
sabako holi mubaruq ho....!

--

Jab phagun rang jhamkte hon
Tab dekh baharein holi ki. 
Jab daf ke shor khadke hon
Tab dekh baharein holi ki
Pariyon ke rang damkte hon
Tab dekh baharein holi ki.

--

Basant khelein ishq ki aa pyara 
Tumhin mein chand mein hoon jyon sitara 
Jeevan ke houzkhana mein rang madan bhar 
So rom rom charkiya laye dhara 
Nabi sade basant khelia kutub shah 
Rangeela ho riha tirlok saara.

--

Mausam laga Manaane Holi, 
Sarson Panhane Peetchunariya, 
Jhoom Rahi Hokar Baawariya, 
kyari Kyari Bikhari Roli, 
Hui Magn Bhoron Ki Toli, 
Koyal Boli Meethi Boli, 
Mast Hawa Kar Rahi Titholi.

--

Tum Mano Ya Na Mano Hum Ko Hai Pyaar 
Hum Pyaar Ka In Shabdo Main Kerte 
Hain Izhaar Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar 
Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar 
Chand Ki Chandni, Apno ka Pyar 
Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar.

--

Rango ki phuhar, Gito ki bahar
Udta gullal or pichkari ki dhar
Gale se gale lago sabko aya 
Holi ka tayohar Gau Sahar gali 
nukaar saab jagah phagun ki bahar.

--

Is Holi Me Tere Galo Pe Gulaal Lgana Hai
Tujhe Sunhere Rango Se Bhigana Hai
Tujhe Apni Baho Me Utha K
Mere Honto Ko Tere Honto Se Milana H.

--

Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,
Mubaraq ho aapko holi ka tyohar,
Humne dil se yeh paigam bheja hai.

--

Kyo mo pe rang ki maari pichkaari 
Dekho Kunwarji doongi mein gaari 
Bhag sakoon mein kaise mo san bhaga nahin jaat 
Thadi ab dekhoon aur ko sanmuch mein aat 
Bahut dinan mein haath lage ho kaise jane doon 
Aaj phagwa to san ka tha peeth pakad kar loon.

--

Holi K Rangon Ki Trah Rangeen Hai Zindagi, 
Apne Ho Sath T0 Bari Taskeen Hai Zindagi, 
Rango mein ghulee zindagi kya laal gulabi hai, 
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai, 
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein, 
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.

--

Saade rang ko galti se aap naa kora samjho,
Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang,

Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki,
To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki,

Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,

Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.

No comments:

Post a Comment