
Mere Dil Me Aaj He Ye Tammana,
Unke Liye Karu Me Koi Kamna,
Marte Dum Tak Rahe Jaye Jo Yaad,
Karna He Aisa Koi Kaaj…..
Ham Rahenge Karwa Chauth Aaj
Happy Karwa Chatuh
--
Karwa Chauth Ke Din Bada Khush Hota He,
Kyu Ke Wo Din Bada Hi Subh Hota He,
Rakhte He Us Din Pati Ke Liye Vrat,
Kyu Ke Dil Me Unki Lambi Umar Ki Aas Hoti He…
--
Maherban He Aaj Ham Par Bhagvan,
Hamko Diya He Pyare Pati Ka Vardan,
Ye He Karwa Chauth Ki Kamyaabi,
Aur Hamara Dil Karta He Wah Wahi…
Happy Karwa Chauth.
--
Jab Jab Aati He Karwa Chauth,
Tab Tab Hoti He Hame Kahushi,
Har Din Manaye Khushiya,
Bas Ek Din Ka Rahe Upvaas…
Happy Karwa Chauth.
--
Karwa Chauth Ka Anand Ek Stri Hi Janti He,
Apne Pati Ki Mohabat To Ek Stri Hi Janti He,
Na Jane Kyu Par Aaj Kahene Ko Ji Chata He Ke,
Karwa Chauth Hi Uske Bhagya Ko Banati He…
--
Karwa choth di sawer
wife uth k sargi karan lagi,
Husband-sawere-2 ki rola paya hoya hai?
Wife-Sutta reh moya tera hi syapa karn lagi aa.
--
Karwa Chauth Ka Yeh Tyohar,
Aaye Aur Laaye Khushiyan Hazaar,
Yehi Hai Dua Hamari
Aap Har Baar Manayein Yeh Tyohar,
Salamat Rahey Aap Aur Aapka Pariwar”
--
Suraj Ne Phoolo Se Pucha
Aaj Tu Itne Khush Kyon Ho
Phoolo Ne Muskurate Hue Kaha
Aaj Karva Chouth Hai
--
Sabhi Vivahit bhaiyo Ko Yah suchit Kiya jata hai
ki Aaj ke din Savdhani aur Dhiraj Se kaam leve..
Bhuki Sherni Jyada Khatarnak Hoti hai
Happy Karvachauth!!
--
karwa chauth parv jivan me
prem sukh shanti evm samrdhdi bhar de.
Aap pe bhagwan ki Asim krapa ho.
karwa chauth parv ki hardik badhai .
No comments:
Post a Comment