Pages - Menu

Search This Blog

Karwa Chauth SMS

Aaye to sang laye khushiyan hazar, 
Har sal manain hum yeh tuohar, 
Bhar de hamara daaman jewelry ke sath, 
De jaye umren hazaar baar baar! 

HAPPY KARWA CHAUTH..!!

--

Dhanya woh devi jo pati sukh hetu vrat paave, 
Dhanya woh pati jo devi roop patni paave, 
Dhanya woh swaroop jo Manushyata ka deep jalawe.. 
Karva Chauth ki Shubhkamnaye....

--

Muhabbat aik aisi bhi, 
Khuda ki banai moti si, 
Bhook pyaas se aur chamke.. 
Aise fitrat karva chauth ki jyoti si....

--

Aaj mujhe aapka khaas intezaar hai..., 
Ye din hai karvachauth ka......... 
Apki lambi umar ki mujhe darkaar hai.. 
Jaldi aana.........................., 

Happy Karwa Chauth..........................!!!

--

Jab Tak Na Dekhe Chahera Aapka, 
Na Safal Ho Ye Tyohar Hamara, 
Aapke Bina Adhura He Jivan Hamara, 
Jaldi Aao Dikhado Apni Surat, 
Aur Kar Do Karva Chauth Safal Hamara.

--

Jo Hame Apki Ek Zalak Mil Jaye, 
To Hamara Ye Vrat Safal Ho Jaye, 
Ham To Baithe Hain Aapke Intezar Mein, 
Aap Aaye Aur Hamare Vrat Ko Pura Karde. 
Happy Karwa Chauth.

--

Ham To Bhukh Se Mar Rahe He Yahan 
Par Aapko Hamari Qadar Hai Kahan, 
Aaj Hai Hamara Karva Chauth, 
Aake Pilao Pani Dur Karo hamari Pareshani. 
Happy Karva Chauth.

--

Jan Heet Me Jari Aaj Ye Farman Hai, 
Dil Se Nikla Hua Ye Hamara Aramaan Hai,
Hai Aaj Karva Chauth Suhani, 
Jis Par Fida Hamari Jaan Hai, 
Happy Karwa Chauth.

--

Pati Hame Duniya Me Sabse Pyara, 
Umar Bhar Ka He Sath Hamara 
Isi Liye Kehte Hai Hamesha Ho… 
Karwa Chauth Ka Vrat Hamara. 
“Happy Karva Chauth”

--

Pura Din Hai Aaj Hamara Upavas, 
Pati Aaye Jaldi Yahi He Aas, 
Na todna Hamari Ye Aas, 
Kyu Ke Aaj He Karva Chauth, 
Aaj Ke Din Mat Karna Hamara Uphaus… 
“HAPPY KARVA CHAUTH”

No comments:

Post a Comment