Pages - Menu

Search This Blog

Funny Love Shayari

Funny Love Shayari
Tere pyar mein umar bhar intezar kiya
Tere pyar mein umar bhar intezar kiya
Wah Wah Aur
Uss intezar me na jane Kitno se pyar kiya

--

Insan insan ko das raha hai
Insan insan ko das raha hai aur
Saanp paas beithkar has raha hai.

--

Tuhar daant moti ke samaan
tuhar daant moti ke samaan aur
Moti hamaar kutte ka naam.

--

Likhe jo khat tujhe jo teri yaad mein
saare ke saare papa ne pad liye
sawera jab hua toh jute pad gaye
woh fashion wale baal hawa mein ud gaye.

--

Ek Waqt guzar jayega
Shadi kr k koi tumse bandh diya jayega
Abhi Bhi Waqt he Afair Kar Lo
Kya pata kal Kis Namune Ko Tumhe Saupa Jayega.

No comments:

Post a Comment